salam taimur bhai, daikhai har insan ko ghussa atta hai , app ko jab ghussa aii to app kesi k samnay na jaya karay bass apnay room mein chalay jaya karay, aur jis insan say insan payar karta hai us ki izat karta hai. app fikar na karay apa ki problem INSHALLAHA bahot jalde solve ho jai ge aur app k parenst, sis+ bro aur frndz app ko samjhay gay INSHALLAH , WASLAM
sheza
|